Bal-e-Jibril-053

ḳhirad-mandoñ se kyāpūchhūñ ki merīibtidākyāhai ki maiñ is fikrmeñrahtāhuuñmerīintihākyāhai

Written by

Published on

ḳhirad-mandoñ se kyāpūchhūñ ki merīibtidākyāhai

ki maiñ is fikrmeñrahtāhuuñmerīintihākyāhai

 

What should I ask the sages about my origin:

I am always wanting to know my goal.

 

ḳhudī ko karbulanditnā ki hartaqdīr se pahle

ḳhudābande se ḳhudpūchhebatāterīrazākyāhai

 

Develop the self so that before every decree

God will ascertain from you: “What is your wish?”

 

maqām-e-guftugūkyāhai agar maiñkīmiyā-gar huuñ

yahī soz-e-nafashai aur merīkīmiyākyāhai

 

It is nothing to talk about if I transform base selves into gold:

The passion of my voice is the only alchemy I know!

 

nazaraa.iiñmujhetaqdīrkīgahrā.iyāñ is meñ

na pūchh ai ham-nashīñmujh se vochashm-e-surma-sākyāhai

 

O Comrade, I beheld the secrets of Destiny in them—

What should I tell you of those lustrous eyes!

 

agar hotāvomajzūb-e-farañgī is zamānemeñ

to ‘iqbāl’ us ko samjhātāmaqām-e-kibriyākyāhai

 

Only if that majzub1 of the West were living in these times,

Iqbal could have explained to him the ‘I am.’

 

navā-e-sub.h-gāhī ne jigarḳhuuñkardiyāmerā

ḳhudāyājisḳhatākī ye sazāhaivoḳha

 

My heart bleeds from the song of the early morning:

O Lord! What is the sin for which this is a punishment?

 

(Source: https://iqbalurdu.blogspot.com)